SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaasa-e-khairaat"
Ghazal MATCHES FOR "kaasa-e-khairaat"
Ghazal
apnii majruuh anaa.o.n ko dilaase de kar
haath me.n kaasa-e-KHairaat liye phirte hai.n
Aitbar Sajid
Ghazal
jism kii qaid me.n huu.n kashmakash-e-zaat me.n huu.n
ek sikke kii tarah kaasa-e-KHairaat me.n huu.n
Sana Gorakhpuri
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kaasa-e-jism hii uthlaa dekhuu.n
dast-e-KHairaat khulaa kyaa dekhuu.n
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
vaa.n us ne jaam-e-mai diye Gairo.n ko aur yaa.n
chhalkaa kiyaa hai kaasa-e-chashm-e-pur-aab-e-shab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
majlis-e-husn me.n pahu.nche jo ko.ii to dekhe
kaasa-e-baada-e-gul-rang dharaa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
ham se kyaa kahte ho fayyaazii-e-dast-e-KHairaat
isii kuuche me.n lagaate hai.n sadaa.e.n ham bhii
Hosh Jaunpuri
Ghazal
taraashtaa hai jigar vo bhii aabgiino.n se
KHazaf ko kaasa-e-arz-e-hunar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
sivaa.e KHastagii kuchh pesh-e-kaasa-e-zar-KHvaah
hamaare kiisa-e-KHaalii se kyaa nikalnaa thaa
Mohammad Khalid
Ghazal
ek din ye kaasa-e-harf-e-du'aa bhar jaa.egaa
yaa achaanak hii du'aa se dil miraa bhar jaa.egaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
rasiid-e-qatra ba-dariyaa hai mai se bhar bhar ke
suraahii-e-guhar-o-kaasa-e-habaab tuu pii
Waliullah Muhib
Ghazal
nahi.n nasiib jo taaj-e-shahii ko bhii 'qaisar'
mazaa vo kaasa-e-dast-e-gadaa ne luuT liyaa
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
aagahii kaa rizq kab maltaa hai aur kis samt se
kaasa-e-zauq-e-nazar dar dar kahaa.n le jaa.oge