SEARCH RESULTS
Showing search results for "kab.huu.n"
Ghazal MATCHES FOR "kab.huu.n"
Ghazal
hotii na kabhuu.n is dil-e-biimaar ko sehhat
gar lutf-e-masiihaa-e-lab-e-yaar na hotaa
Shah Aasim
Ghazal
sun leve agar tuu mirii dildaar kii aavaaz
hargiz na sune phir kabhuu.n mizmaar kii aavaaz
Shah Aasim
Ghazal
'aasim' na chho.Do daaman-e-KHaadim-safii kabhuu.n
ma.amuur jis kii faiz se har KHaas-o-aam hai
Shah Aasim
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
tirii naazukii se jaanaa ki ba.ndhaa thaa ahd bodaa
kabhii tuu na to.D saktaa agar ustuvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa