SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahve"
Ghazal MATCHES FOR "kahve"
Ghazal
ye kaun kahve hai aabaad kar hame.n lekin
kabhii zamaana muraad-e-dil-e-KHaraab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii kamar ko tirii kuchh jo ho kamar to kahe
ki aadmii jo kahe baat soch kar to kahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
garm qahve kii mahak aur ye buu.ndaa-baandii
ye saraa.e ye hasii.n shaam kaa manzar jaanaa.n
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
hashr agar kahve madad-gaar hamaaraa hai kaun
bol uThe saaf tiraa fitna-e-raftaar ki ham
Qalaq Merathi
Ghazal
nabz-e-zanjiir ke hilne se chhuTe hai aashiq
bul-havas kahve hu.aa shauq nikal jaane kaa
Wali Uzlat
Ghazal
kaun kahve hai nasiim-e-saharii aave hai
gul-badan o.Dhe sahar ek parii aave hai
Aamir Rahmati
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
har ik se kahte hai.n kyaa 'daaG' bevafaa niklaa
ye puuchhe un se ko.ii vo Gulaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
aate jaate pal ye kahte hai.n hamaare kaan me.n
kuuch kaa ailaan hone ko hai tayyaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye kahnaa thaa un se mohabbat hai mujh ko
ye kahne me.n mujh ko zamaane lage hai.n