SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaich"
Ghazal MATCHES FOR "kaich"
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
'kaif' bataa kyaa terii Gazal me.n jaaduu hai
bachcha bachcha teraa divaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
kaa.nch ke paar tire haath nazar aate hai.n
kaash KHushbuu kii tarah rang hinaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
'zeb' aaj hai be-kaif saa kyuu.n chaa.nd na jaane
jaise ko.ii TuuTaa hu.aa paimaana pa.Daa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
kaa.nch kaa ho ke mire aage bikhartaa hu.aa tuu
kirchiyo.n ko tirii palko.n se uThaataa hu.aa mai.n
Ammar Iqbal
Ghazal
har jumbish-e-nigaah me.n sad-kaif be-KHudii
bhartii phiregii husn kii niyyat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle
Kaif Bhopali
Ghazal
jab kahii.n zauq-e-suKHan-fahmii nahii.n
'kaif' saahab kii Gazal ham gaa.e.n kyaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
'kaif' vo kal kaa 'kaif' kahaa.n hai aaj miyaa.n
ye to ko.ii vaqt kaa maaraa lagtaa hai