SEARCH RESULTS
Showing search results for "kala.nk"
Ghazal MATCHES FOR "kala.nk"
Ghazal
Sameena Aslam Sameena
Ghazal
ruuposhii-e-sujuud me.n bhii niyyat-e-numuud
Tapkaa kala.nk kaa miraa daaG-e-jabii.n bhii hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
maathe pe to kala.nk kaa Tiika hai aaj tak
ham ko miTaa ke log numaayaa.n hu.e to kyaa
Kashfi Lucknavi
Ghazal
qismat me.n thaa kalank kaa Tiikaa likhaa hu.aa
is vaaste buto.n kii jabii.n ko tilak mile
Ufuq Lakhnavi
Ghazal
vafaa kare.nge nibaahe.nge baat maane.nge
tumhe.n bhii yaad hai kuchh ye kalaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
lutf-e-kalaam kyaa jo na ho dil me.n dard-e-ishq
bismil nahii.n hai tuu to ta.Dapnaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
fasaana-e-shab-e-Gam un ko ik kahaanii thii
kuchh e'tibaar kiyaa kuchh na e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
vahii ik KHamosh naGma hai 'shakiil' jaan-e-hastii
jo zabaan par na aa.e jo kalaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye mohabbat kii kahaanii nahii.n martii lekin
log kirdaar nibhaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
ham ko kis ke Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kis ne to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
kuchh nahii.n is ke sivaa 'josh' hariifo.n kaa kalaam
vasl ne shaad kiyaa hijr ne naashaad kiyaa