SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalaa.iyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "kalaa.iyaa.n"
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
zahe nasiib hai.n us ke ki jis ne vasl kii shab
gale me.n apne vo naazuk kalaa.iyaa.n dekhii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hai.n saKHt-jaan ham un kii kalaa.iyaa.n naazuk
ye imtihaan hai un kaa ki imtihaan apnaa
Hafizullah Khan Badr
Ghazal
jin kaa nasiib hai.n tirii gorii kalaa.iyaa.n
un chuu.Diyo.n kii KHair ho un kangano.n kii KHair
Usman Naazir
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ham aise saada-dilo.n kii niyaaz-mandii se
buto.n ne kii hai.n jahaa.n me.n KHudaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
qayaamat aa ga.ii KHushbuu kii kaliyaa.n chiiKH pa.Dii.n
gulaab bolaa nahii.n Gaaliban vo zulf khulii
Shahzad Qais
Ghazal
kaliyo.n kaa tabassum ho, ki tum ho ki sabaa ho
is raat ke sannaaTe me.n, ko.ii to sadaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ab is maqaam par hai.n mirii be-qaraariyaa.n
samjhaane vaalaa ho ke pashemaan jaa.egaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
KHayaal KHvaab fasaane kahaaniyaa.n thii.n magar
vo KHat tujhe bhii likhaa hii nahii.n hai tere ba.ad