SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaleem e ajam seemab akbarabadi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kaleem e ajam seemab akbarabadi ebooks"
Ghazal
shaam-e-furqat intihaa-e-gardish-e-ayyaam hai
jitnii sub.he.n ho chukii hai.n aaj sab kii shaam hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jaag aur dekh zaraa aalam-e-viiraa.n meraa
sub.h ke bhes me.n niklaa hai garebaa.n meraa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHud uTh ke haath mere garebaa.n me.n aa ga.e
shaayad qadam junuu.n ke gulistaa.n me.n aa ga.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
phir aa gayaa zabaa.n pe vahii naam kyaa kare.n
tuu hii bataa ai gardish-e-ayyaam kyaa kare.n
Seemab Sultanpuri
Ghazal
husn KHushbuu payaam kuchh bhii na thii
zindagii mere naam kuchh bhii na thii
Asrar Akbarabadi
Ghazal
anjaam har ik shai kaa ba-juz KHaak nahii.n hai
kyaa hai jo ye aalam KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
dil kii bisaat kyaa thii nigaah-e-jamaal me.n
ik aa.iina thaa TuuT gayaa dekh-bhaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHatm is tarah nazaa-e-haq-o-baatil ho jaa.e
ik taraf dono.n jahaa.n ek taraf dil ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
achchhe-achchho.n ko nachaa de dil-e-be-taab kii dhun
kaisii pur-soz hai is zarra-e-siimaab kii dhun
Shehla Kaleem
Ghazal
jo saalik hai to apne nafs kaa irfaan paidaa kar
haqiiqat terii kyaa hai pahle ye pahchaan paidaa kar
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ko.ii kalii hai na Guncha na gul baraa-e-sabaa
chaman me.n kaa.nTe hai.n daaman bachaa ke aa.e sabaa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
zabt se naa-aashnaa ham sabr se begaana ham
kyuu.n kisii se maa.ngte jaa.e.n charaaG-e-KHaana ham
Seemab Akbarabadi
Ghazal
siimaab-vashii tishna-labii baa-KHabarii hai
is dasht me.n gar raKHt-e-safar hai to yahii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
usii kii zaat ko hai daai.man sabaat-o-qayaam
qaadiir o hai o kariim o muhaimin o minaam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kal nazar aayaa chaman me.n ik ajab rashk-e-chaman
gul-ruKH o gul-guu.n qabaa o gul-azaar o gul-badan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jalva-gaah-e-dil me.n marte hii a.ndheraa ho gayaa
jis me.n the jalve tire vo aa.ina kyaa ho gayaa