SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalejii"
Ghazal MATCHES FOR "kalejii"
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
itnaa maanuus huu.n fitrat se kalii jab chaTkii
jhuk ke mai.n ne ye kahaa mujh se kuchh irshaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
jis tarah ha.ns rahaa huu.n mai.n pii pii ke garm ashk
yuu.n duusraa ha.nse to kaleja nikal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
ha.nsne ko sirf ho.nT hii kaafii nahii.n rahe
'javvaad-shaiKH' ab to kaleja bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
dekh kar Gair ko ho kyuu.n na kalejaa ThanDaa
naala kartaa thaa vale taalib-e-taasiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye bajaa kalii ne khil kar kiyaa gulsitaa.n mo.attar
agar aap muskuraate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
kabhii jo talKH-kalaamii thii vo bhii KHatm hu.ii
kabhii gila thaa hame.n un se ab gila bhii nahii.n