SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaal-e-be-kalii"
Ghazal MATCHES FOR "kamaal-e-be-kalii"
Ghazal
kamaal-e-be-kalii sahii ajiib ratjage kiye
hamaare jism nii.nd se niDhaal jaagte rahe
Sarwat Zehra
Ghazal
kamaal-e-be-KHabarii ko KHabar samajhte hai.n
tirii nigaah ko jo mo'tabar samajhte hai.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Razi Badayuni
Ghazal
Kamal Hyderabadi
Ghazal
ye shab o roz jo ik be-kalii rakkhii hu.ii hai
jaane kis husn kii diivaangii rakkhii hu.ii hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Hasan Kamal
Ghazal
ham us ko bhuul ke karte hai.n shaa.irii 'taabish'
kamaal-e-be-hunarii se hunar banaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
pas-manzar-e-sukuu.n me.n bhii ik be-kalii milii
chehro.n ke izhdihaam me.n be-chehragii milii
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
kamaal-e-be-adabii se ye arz karte hai.n
hamii.n se a qad-e-jaanaa.n kashiida honaa thaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
har inkishaaf hai ik inkishaaf-e-laa-ilmii
kamaal-e-be-KHabarii hai KHabar ke hote hu.e
Irfan Waheed
Ghazal
kahaa.n hu.aa hai tuu shikva-guzaar-e-mahruumii
jahaa.n hai saa.ns bhii lenaa kamaal-e-be-adabii
Saqib Kanpuri
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ubuur karnaa hai dariyaa-e-shor mujh ko 'kamaal'
aur ek kashtii-e-be-baadbaa.n hai mere liye
Abdullah Kamal
Ghazal
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
kamaal-e-be-hunarii se Ganii huu.n mai.n 'ahsan'
mujhe zaruurat-e-arz-e-hunar nahii.n hotii
Ahsan Marahravi
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Natiq Gulavthi
Ghazal
mujh ko kamaal-e-be-hunarii 'abr' hai bahut
ya.anii nahii.n zaruurat-e-arz-e-hunar mujhe