SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaal-e-be-kalii"
Nazm MATCHES FOR "kamaal-e-be-kalii"
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
nida-e-taKHliq
kamaal-e-arz-e-suKHan jis ko tum samajh baiThe
vo ijz-e-fikr hai iqraar-e-be-zabaanii hai
Hasan Naim
Nazm
ek bewafa ke nam
har lamha terii ruuh ko ik be-kalii sii ho
aur be-kalii me.n nii.nd na aa.e KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
KHush-amdid
apnaa ehsaas dilaatii thii mujhe
be-kalii hasab-e-talab us ne na mil sakne kii
Anjum Khaleeq
Nazm
aspatal ka kamra
tamaam shab kii dukhan, be-kalii, subuk KHvaabii
numuud-e-sub.h ko darmaa.n samajh ke kaaTii hai
Mahmood Ayaz
Nazm
sawali
sukuut-e-shab hai kamaal-e-sukuun hai paidaa
ye chaahtaa huu.n yuu.nhii be-sabab chalaa jaa.uu.n
Yusuf Zafar
Nazm
ibn-e-adna
ibn-e-adnaa ko ik baar phir se bulaayaa gayaa
ibn-e-adnaa ki apne kamaal-e-mahaarat me.n be-misl thaa
Abid Raza
Nazm
sanwli
ko.ii detaa hai laqab laila-e-be-mahmil kaa
ko.ii kahtaa hai tujhe pyaar se kaalii naagin
Qateel Shifai
Nazm
ramaen ka ek sin
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ahl-e-hind
aashnaa-e-raaz-e-vahdat falsafii-e-be-misaal
gauhar-e-dariyaa-e-daanish nukta-daan-e-baa-kamaal
Barq Dehlvi
Nazm
aansu
in aa.iina-ra.ng aa.nsu.o.n me.n
har aarzuu har KHayaal har yaad ek tasviir-e-be-kasii hai
Zia Jalandhari
Nazm
himmat-e-mardan
ham apne mulk par qabza kare.nge jis tarah hogaa
zabaan-e-be-kasii se KHatm hujjat kar ke chho.De.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nashat-e-umid
kausar o tasniim hai yaa salsabiil
jalve hai.n sab tere ye be-qaal-o-qiil
Altaf Hussain Hali
Nazm
kya chahta hun
mai.n ik qalb-e-be-mudda.aa chaahtaa huu.n
tire ishq kii intihaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
akeli raat
qalb-e-be-taab se aatii hai sadaa.e.n hamdam
kitnii ummiide.n hai.n vaabasta tire daaman se