SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaal-e-zabt"
Ghazal MATCHES FOR "kamaal-e-zabt"
Ghazal
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
kamaal-e-zabt ko yaksar bhii aazmaanaa nahii.n
tabaah kiijiye chup-chaap par jataanaa nahii.n
Saima Aftab
Ghazal
Ayyub Khan Bismil
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
kamaal-e-shauq me.n manzil se qurb ho to gayaa
mazaa to jab hai ki raftaar tez-tar ho jaa.e
Zabt Sitapuri
Ghazal
tasavvuraat kii rangiiniyaa.n hai.n pesh-e-nazar
chaman me.n 'zabt' ba-rang-e-bahaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
nahii.n jo zabt kii taufiiq de KHudaa ke sivaa
ki laakh Gam bhii hai.n umr-e-gurez-paa ke sivaa
Zabt Ansari
Ghazal
vo dosto.n ke azaa.em se 'zabt' kyaa bachtaa
jo dushmano.n kii taraf se bhii husn-e-zan me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
apne ruuThe ko manaanaa 'zabt' go aasaa.n nahii.n
hai taqaazaa-e-mohabbat le.n na ghabraane kaa naam
Zabt Sitapuri
Ghazal
'zabt' vo nudrat-e-guftaar milii hai mujh ko
shauq se suntaa hai aksar mirii taqriir ko.ii
Zabt Ansari
Ghazal
hai 'zabt' 'aam hamaarii ye daavat-e-mashruut
agar zamiir ko apne jagaa sako to chalo
Zabt Ansari
Ghazal
Zabt Sitapuri
Ghazal
mai.n 'zabt' sang-e-miil samajhtaa rahaa jise
vo shaKHs merii raah kaa patthar banaa rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
'aatish'-e-ishq na siine me.n agar tez hu.ii
sard aaho.n kaa bhalaa 'zabt' asar kyaa hogaa
Zabt Sitapuri
Ghazal
kyaa puuchhte ho 'zabt' kaa maskan bataa.e.n kyaa
hai ik hariim-e-naaz me.n kaashaana aaj-kal