SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaan"
Ghazal MATCHES FOR "kamaan"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
ab aayaa tiir chalaane kaa fan to kyaa aayaa
hamaare haath me.n KHaalii kamaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
vo naam huu.n ki jis pe nadaamat bhii ab nahii.n
vo kaam hai.n ki apnii judaa.ii kamaa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne tujhe mu.aaf kiyaa jaa kahii.n bhii jaa
mai.n buz-dilo.n pe apnii kamaa.n taantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
kisii dushman kaa ko.ii tiir na pahu.nchaa mujh tak
dekhnaa ab ke miraa dost kamaa.n khe.nchtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
phir hamaaraa dil-e-gum-gashta bhii mil jaa.egaa
pahle tuu apnaa dahan apnii kamar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
havaa na jaane kahaa.n le ga.ii vo tiir ki jo
nishaane par bhii na thaa aur kamaan me.n bhii na thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
taraash kar mire baazuu u.Daan chho.D gayaa
havaa ke paas barahna kamaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
jabii.n charaaG muqaddar kushaada dhuup sahar
Guruur qahr ta'ajjub kamaal nuur bharii
Shahzad Qais
Ghazal
ne tiir kamaa.n me.n hai na sayyaad kamii.n me.n
goshe me.n qafas ke mujhe aaraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii ke haath se niklaa hu.aa vo tiir huu.n jo
hadaf ko chhuu na sakaa aur kamaan se bhii gayaa
Shahid Kabir
Ghazal
jaane kahaa.n the aur chale the kahaa.n se ham
bedaar ho ga.e kisii KHvaab-e-giraa.n se ham
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
teG kii tarah chalo chho.D ke aaGosh-e-niyaam
tiir kii tarah se aaGosh-e-kamaa.n tak aa.o