SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamzor"
Ghazal MATCHES FOR "kamzor"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phal to sab mere daraKHto.n ke pake hai.n lekin
itnii kamzor hai.n shaaKHe.n ki hilaa bhii na sakuu.n
Rahat Indori
Ghazal
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahut
ghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n bahut kamzor thaa is mulk me.n hijrat ke ba.ad
par mujhe is mulk me.n kamzor-tar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
muskuraa kar is tarah aayaa na kiije saamne
kis qadar kamzor huu.n mai.n merii suurat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
yahii auqaat hai merii tire jiivan me.n ki mai.n
ko.ii kamzor saa lamha huu.n bhulaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
teG be-aab hai ne baazuu-e-qaatil kamzor
kuchh giraa.n-jaanii hai kuchh maut ne fursat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aap kaa aashiq bahut kamzor dil kaa hai huzuur
dekhiye ye shiddat-e-inkaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
kuchh ishq ke nisaab me.n kamzor ham bhii hai.n
kuchh parcha-e-savaal bhii aasaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
apne kamzor buzurgo.n kaa sahaaraa mat lo
suukhe pe.Do.n se to saaya nahii.n maa.ngaa jaataa
Abbas Dana
Ghazal
aise lagtaa hai ki kamzor bahut hai tuu bhii
jiit kar jashn manaane kii zaruurat kyaa thii
Saadullah Shah
Ghazal
yuu.n miraa haafiza kamzor bahut hai mujh se
ek la.Dkii hai jo dillii kii bhulaa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Anubhav Gupta
Ghazal
kamzor jo hu.e ho.n vo rishte kise aziiz
piile pa.De to shaaKH ne patte giraa diye