SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashmakash-e-band-e-qabaa"
Ghazal MATCHES FOR "kashmakash-e-band-e-qabaa"
Ghazal
tan fart-e-lataafat se ho jab ruuh-e-mujassam
kyaa zor chale kashmakash-e-band-e-qabaa kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
havaa jaise ko.ii band-e-qabaa-e-nastaran khole
ko.ii to mere baalo.n se KHizaa.n-diida ribbon khole
Shaziya Akbar
Ghazal
dil ko rahiin-e-band-e-qabaa mat kiyaa karo
hai laa-ilaaj is kii davaa mat kiyaa karo
Zafar Iqbal
Ghazal
vo apne band-e-qabaa kholtii to kyaa lagtii
KHudaa ke vaaste ko.ii kahe KHudaa-lagtii
Ameer Imam
Ghazal
ik shaKHs raat band-e-qabaa kholtaa rahaa
shab kii siyaahiyo.n me.n shafaq gholtaa rahaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
dast-e-junuu.n jo band-e-qabaa tak pahu.nch gayaa
josh-e-bahaar husn-e-sabaa tak pahu.nch gayaa
Shariq Jamal
Ghazal
baadbaa.n kholegii aur band-e-qabaa le jaa.egii
raat phir aa.egii phir sab kuchh bahaa le jaa.egii
Aashufta Changezi
Ghazal
band-e-qabaa ko KHuubaa.n jis vaqt vaa kare.nge
KHamyaaza-kash jo ho.nge milne ke kyaa kare.nge
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sagheer Ali Murawat
Ghazal
niklii hai jab kabhii tire band-e-qabaa kii baat
daaman ko chaak karne lage hai.n junuu.n ke haat
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
khulegaa KHud vo kisii roz misl-e-band-e-qabaa
na chhup sakegaa lahuu me.n rachaav jaisaa hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
vo ek vasl kii shab bhii malaal me.n guzrii
girah-e-kushaa.ii-e-band-e-qabaa ke hote hu.e
Zubair Rizvi
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
pahle kisii ke naaKHun-e-tadbiir to.Dnaa
phir puuchhnaa ki uqda-e-band-e-qabaa hai kyaa