SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashyap"
Ghazal MATCHES FOR "kashyap"
Ghazal
desh-bhaktii be-asar aadhe idhar aadhe udhar
hai.n dharam ke naam par aadhe idhar aadhe udhar
Shubham Kashyap
Ghazal
be-qaraar vo bhii hai.n be-qaraar mai.n bhii huu.n
hoshiyaar vo bhii hai.n hoshiyaar mai.n bhii huu.n
Shubham Kashyap
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.e hai.n 'miir' kaafir ho kar KHudaa ke ghar me.n
peshaanii par hai qashqa zunnaar hai kamar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
har ik maqaam-e-mohabbat bahut hii dilkash thaa
magar ham ahl-e-mohabbat kashaa.n kashaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saKHtii kashaan-e-ishq kii puuchhe hai kyaa KHabar
vo log rafta rafta saraapaa alam hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kashaa.n kashaa.n liye jaatii hai jaanib-e-manzil
nafas kii Dor bhii zanjiir-e-be-sadaa kii tarah
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaarii yaad ke charko.n se laKHt laKHt hai jii
ki KHanjaro.n se kisii ne badan ko qaashaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
ho kis ghamanD me.n ai laKHt laKHt diida-varo
tumhe.n bhii qaatil-e-mehnat-kashaa.n kahegaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
jo guzrii mujh pe mat us se kaho hu.aa so hu.aa
balaa-kashaan-e-mohabbat pe jo hu.aa so hu.aa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kis taur aa.nsu.o.n me.n nahaate hai.n Gam-kashaa.n
is aab-e-garm me.n to na u.nglii Dubo.iye
Meer Taqi Meer
Ghazal
baadaa-kashaan-e-ishq ko kuchh to milaa pa.e-sukuu.n
husn-e-sahar na le sake jalva-e-shaam le liyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ravaa.n davaa.n liye jaatii hai aarzuu-e-visaal
kashaa.n kashaa.n tire nazdiik aa.e jaate hai.n