SEARCH RESULTS
Showing search results for "katghare"
Ghazal MATCHES FOR "katghare"
Ghazal
kaTghare me.n adl kii KHaatir kha.Daa hai be-qusuur
Dho rahaa hai ek bebas kab se laachaarii kaa bojh
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
jhuuTii gavaahiyo.n kii badaulat vo bach gayaa
sach boltaa hu.aa mai.n abhii kaTghare me.n huu.n
Naseem Ahmad Naseem
Ghazal
tumhe.n hii kar de kha.Daa kaTghare me.n le jaa kar
kabhii kisii ke liye vo suraaG mat rakhnaa
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dard ke mushtaaq gustaaKHii to hai lekin mu.aaf
ab du.aa andesha ye hai kaargar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
vo payambar ho ki aashiq qatl-gaah-e-shauq me.n
taaj kaa.nTo.n kaa kise duniyaa ne pahnaayaa na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki is kaar-gah-e-dil me.n 'zafar'
kaam ko.ii kare aur naam kisii kaa lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
aaj meraa saath do vaise mujhe ma.aluum hai
pattharo.n me.n chiiKH hargiz kaargar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
qadam qadam pe na.ii Thokare.n hai.n raaho.n me.n
dayaar-e-ishq me.n ko.ii bhii kaamgaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
us tan kii taraf dekho jo qatl-gah-e-dil hai
kyaa rakkhaa hai maqtal me.n ai chashm-e-tamaashaa.ii