SEARCH RESULTS
Showing search results for "katii"
Ghazal MATCHES FOR "katii"
Ghazal
jis tarah se tho.Dii sii tire saath kaTii hai
baaqii bhii usii tarah guzar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ko.ii fariyaad tire dil me.n dabii ho jaise
tuu ne aa.nkho.n se ko.ii baat kahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
kyaa zamaane me.n yuu.n hii kaTtii hai raat
karvaTe.n betaabiyaa.n a.ng.Daa.iyaa.n
Kaif Bhopali
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
umr saarii to kaTii ishq-e-butaa.n me.n 'momin'
aaKHirii vaqt me.n kyaa KHaak musalmaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
ham ne kaaTii hai.n tirii yaad me.n raate.n aksar
dil se guzrii hai.n sitaaro.n kii baraate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
sazaa hamaarii bhii kaaTii hai baal-bachcho.n ne
ki ham udaas hu.e ghar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
merii tarah tuu ne shab-e-hijraa.n nahii.n kaaTii
merii tarah is teG pe kaT kar nahii.n dekhaa