SEARCH RESULTS
Showing search results for "katnaa"
Ghazal MATCHES FOR "katnaa"
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
zindagii kaa raasta kaaTnaa to thaa 'adam'
jaag uTh to chal diye thak ga.e to so liye
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
sahar kaa lams mirii zindagii ba.Dhaa detaa
magar garaa.n thaa bahut mujh pe kaaTnaa shab kaa
Abhishek Shukla
Ghazal
ha.nste hu.e labo.n ko vo halke se kaaTnaa
vallaah us hasiin kii aadat Gazab kii thii
Zoya Shaikh
Ghazal
ek lamhe me.n kaTaa hai muddato.n kaa faasla
mai.n abhii aayaa huu.n tasviire.n puraanii dekh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
abhii to kaaTnaa hai tesho.n se chaTTaano.n ko
abhii to marhala-e-kohsaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
siikhaa hai kachchii umr se hii peT kaaTnaa
haalaat tajrabaat se uupar kii baat hai
Khalid Azad
Ghazal
ye likh ke kaaTnaa KHat me.n ab aap band kare.n
agar magar kaa safar ain shiin qaaf nahii.n
Ashraf Jahangeer
Ghazal
har aarzuu se ham ko milii taaza zindagii
har aarzuu kaa ham ko lahuu chaaTnaa pa.Daa
Kishwar Naheed
Ghazal
hai KHushk lahuu meraa aur nafs kashaakash me.n
vaa.n qatl ko qaatil hai yaa.n KHatna ko naa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
ho gayaa hai ek ik pal kaaTnaa bhaarii mujhe
maar degii zindagaanii kii giraa.n-baarii mujhe
Riaz Majeed
Ghazal
jo dukh kii fasl bo.ii hai to ab dukh kaaTnaa hogaa
mukaafaat-e-amal samjhe ishaara ho gayaa hotaa