SEARCH RESULTS
Showing search results for "kavve"
Ghazal MATCHES FOR "kavve"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaav-kaave mizha-e-yaar o dil-e-zaar-o-nazaar
guth ga.e aise shitaabii ki chhu.Daayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us aa.ine ke maanind za.ngaar jis ko khaave
kaam apnaa us ke Gam me.n diidaar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mire kis kaam ke hai.n ab ye kavve aur kabuutar
abas barbaad ghar kii chaar-diivaarii kare.nge
Mohsin Asrar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naqsh us kaa bhii kiyaa daur-e-falak ne baatil
thii jo kaave ke alam se ba.ndhii iqbaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Afzaal Firdaus
Ghazal
noch kar mere paro.n ko kar diyaa hai DanD-manD
ab na qavve hai na mujh me.n taaqat-e-parvaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
ham hai.n ausaaf pe me.aar parakhne vaale
is liye kavve ko surKHaab nahii.n kah sakte
Haseebul Hasan
Ghazal
kaun aa.egaa mirii dahliiz pe barso.n ke ba.ad
aaj ham phir kho ga.e kavve ke kaa.nv kaa.nv me.n
Ejaaz Talib
Ghazal
Dartaa huu.n kahii.n taab nazaakat se na khaave
muu-e-kamar us zulf-e-pareshaa.n se ulajh kar
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
gar shaaKH-e-gul me.n ho kamar-e-yaar kii lachak
is se u.De na khaave agar sang andaliib
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kaale kavve to bahut jhuuTii KHabar dete hai.n
to kabuutar ko.ii paiGaam-rasaa paal safed
Hina Ambareen
Ghazal
Aftab Shah
Ghazal
bulbule.n hai be-surii KHabre.n ye kis ne hai.n ga.Dhii
kis ne kavve ko diyaa hai martaba fankaar kaa