SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "khaa.e"
Ghazal
o.Dhe hu.e taaro.n kii chamaktii hu.ii chaadar
naddii ko.ii bal khaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sunaa hai us ko mohabbat du.aa.e.n detii hai
jo dil pe choT to khaa.e magar gila na kare
Qateel Shifai
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
diivaana-e-gul qaidi-e-zanjiir hai.n aur tum
kyaa ThaaT se gulshan kii havaa khaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
chup rahne kii har shaKHs qasam khaa.e hu.e hai
ham zahr bharaa jaam bhalaa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
mahfil se uThaane ke sazaa-vaar hamii.n the
sab phuul tire baaG the ik KHaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
chhurii par chhurii khaa.e jaa.e hai kab se
aur ab tak jiye hai karaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ai maut unhe.n bhulaa.e zamaane guzar ga.e
aa jaa ki zahr khaa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
aadmii aadmii ko khaa.e chalaa jaataa hai
kuchh to tahqiiq karo is na.ii biimaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
us ne pe.D se kuud ke jaane kitne Gote khaa.e
bandar ko jab lagaa nadii me.n giraa hu.aa hai chaa.nd
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
ba.Dii ajiib KHushii hai Gam-e-mohabbat bhii
ha.nsii labo.n pe magar dil pe choT khaa.e hu.e
Rajendera Krishan
Ghazal
pahle bhii 'qatiil' aa.nkho.n ne khaa.e ka.ii dhoke
ab aur na biinaa.ii kaa nuqsaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
na puuchh kitne mohabbat ke zaKHm khaa.e hai.n
ki jin ko soch ke din sogvaar aaj bhii hai
Hasan Kamal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
khaa.e jaatii hai nadaamat mujhe is Gaflat kii
hosh me.n aa ke chalaa aayaa huu.n maiKHaane se