SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalaas"
Ghazal MATCHES FOR "khalaas"
Ghazal
sohbat se is jahaa.n kii ko.ii KHalaas hogaa
is faahisha pe sab ko imsaak ho gayaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham to samjhe the ki ik zaKHm hai bhar jaa.egaa
kyaa KHabar thii ki rag-e-jaa.n me.n utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
yaa vo the KHafaa ham se yaa ham hai.n KHafaa un se
kal un kaa zamaana thaa aaj apnaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai