SEARCH RESULTS
Showing search results for "khand"
Ghazal MATCHES FOR "khand"
Ghazal
jo khulii khulii thii.n adaavate.n mujhe raas thii.n
ye jo zahr-e-KHand-salaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
lage the Gam tujhe kis umr me.n zamaane ke
vahii to din the tire khelne ke khaane ke
Shahzad Ahmad
Ghazal
vo gul bhii zahr-KHand kii shabnam se aT ga.e
jo shaaKHsaar-e-dard-e-mohabbat kii aas the
Zuhoor Nazar
Ghazal
shiirii.n hai dahan karo shukr-e-KHand
ha.nsne me.n tumhaarii ik mazaa hai
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Hussain meer Kashmiri
Ghazal
us ke lab-KHand me.n Dhal jaa.e KHizaa.n kaa mausam
us ko gulnaar kare.n zaKHm dikhaa kar apnaa
Rifat-al-Qasmi
Ghazal
shaayad ma.aal-e-KHanda-e-gul hai nigaah me.n
lab par kalii kalii ke 'ajab zahr-e-KHand hai
Suraj Tanveer
Ghazal
har-chand apne aks kaa dil dardmand ho
aa.iine ke labo.n pe agar zahr-e-KHand ho
Sultan Akhtar
Ghazal
shefta kaa KHand-e-niimaa aastaan-e-ishq par
jab khulaa.e dil ba-dast-e-dil khulaa tan-man khulaa
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
hai ghaaTii ghaaTii ko.ii zahr-KHand chup ho jaa.o
na jaane kaun se patthar yahaa.n jalaalii ho.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Nazish Partap Gadhi
Ghazal
hamaare haal pe ahl-e-jahaa.n ke ho.nTo.n par
ha.nsii na thii ko.ii aisii jo zahr-KHand na thii
Manzoor Ahmad Manzoor
Ghazal
hai piyaala shiir kaa labrez mah ke haath me.n
ab shakar-KHandii se us me.n Daal de tuu qand aur
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaa
sach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai