SEARCH RESULTS
Showing search results for "khar-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "khar-kaar"
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
yaad kar kar ke tirii yaad miTaane nikle
le ke ghii haath me.n ham aag bujhaane nikle
Faheem Jogapuri
Ghazal
kamaal ye nahii.n phuulo.n ko KHaar kar de.n ham
kamaal hai ko.ii kaa.nTaa gulaab kar denaa
Amit Verma
Ghazal
yaad kar kar ke use vaqt guzaaraa jaa.e
kis ko fursat hai vahaa.n kaun dobaara jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
aayaa nahii.n jo kar kar iqraar ha.nste ha.nste
jul de gayaa hai shaayad 'ayyaar ha.nste ha.nste
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chaak kar kar ke garebaa.n roz siinaa chaahiye
zindagii ko zindagii kii tarah jiinaa chaahiye
Shakeel Gwaliari
Ghazal
Saadi Gilani
Ghazal
tiir khaa kar bhii mohabbat kii sadaa chaltii hai
mere qaatil tirii talvaar judaa chaltii hai
Mohsin Kashmiri
Ghazal
Guncha-e-dil miraa khaa kar gul-e-KHandaa.n meraa
buu-e-gul saa hai u.Daataa mujhe jaanaa.n meraa