SEARCH RESULTS
Showing search results for "khash"
Ghazal MATCHES FOR "khash"
Ghazal
shahr-e-gul ke KHas-o-KHaashaak se KHauf aataa hai
jis kaa vaaris huu.n usii KHaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ye dair-e-kuhan kyaa hai ambaar-e-KHas-o-KHaashaak
mushkil hai guzar is me.n be-naala-e-aatishnaak
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Nomaan Shauque
Ghazal
tamaam aag hai dil raah KHaar-o-KHas kii nahii.n
yahii galii hai jahaa.n saltanat havas kii nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
taar-e-shabnam kii tarah suurat-e-KHas TuuTtii hai
aas ba.ndhne nahii.n paatii hai ki bas TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ye shahr-e-gul KHash-o-KHaashaak ho gayaa kaise
mujhe pata nahii.n Gamnaak ho gayaa kaise
Qurban Aatish
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
kirdaar hii se ziinat-e-aflaak ho ga.e
kirdaar gir gayaa KHas-o-KHaashaak ho ga.e
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
vahii mire KHas-o-KHaashaak se nikaltaa hai
jo rang saa tirii poshaak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
anjaam har ik shai kaa ba-juz KHaak nahii.n hai
kyaa hai jo ye aalam KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sabza baalaa-e-zaqan dushman hai KHalqullaah kaa
rah-ravo.n kii maut hai KHas-posh honaa chaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har KHaar-o-KHas se vaz.a nibhaate rahe hai.n ham
yuu.n zindagii kii aag jalaate rahe hai.n ham
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
ham se durvesho.n ke ghar aa.o to yaaro.n kii tarah
har jagah KHas-KHaana o barfaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
dekhte jaate hai.n namnaak hu.e jaate hai.n
kyaa gulistaa.n KHas-o-KHaashaak hu.e jaate hai.n
Farasat Rizwi
Ghazal
kuchh to maayuus dil tere bas me.n bhii hai
zindagii kaa hunar KHaar-o-KHas me.n bhii hai
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
vaisii hii be-talab hai abhii merii zindagii
vo KHaar-o-KHas me.n aag lagaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
hai vaj.h ko.ii KHaas mirii aa.nkh jo nam hai
bas itnaa samajhtaa huu.n ki ye un kaa karam hai