SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatam"
Ghazal MATCHES FOR "khatam"
Ghazal
chhalle Gairo.n paas to vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chhalle Gairo.n paas hai vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahl-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
Galat hai zer-e-nagii.n ho ke da.ava-e-vus.at
bas ek halqa-e-KHaatam fazaa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
huu.n tiraa ai sanamaa is vaza' farmaa.n-bardaar
saarbaan-o-nafar-o-banda KHadam chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
kam nahii.n milk-e-sulemaa.n se visaal-e-saaqii
gardish-e-jaam mujhe halqa-e-KHaatam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
usii ke haath me.n hai KHaatam-e-sulaimaanii
nagiin-e-dil pe jo naqsh us sanam kaa naam kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kanda is mere nagiin-e-dil pe teraa naam hai
us ko apne KHaatam-e-dil ke na kar ghar se judaa
Shah Naseer
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
zanjiir pahan.ne se hu.aa qaidiyo.n kaa naam
har ek ka.Dii halqa-e-KHaatam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Zia Faooqui
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
nahii.n KHaatam-e-shauq farhaad-o-majnuu.n
talabgaar-e-kuu-e-butaa.n aur bhii hai.n
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
us kii tahriir nahii.n silk-e-guhar hai 'jaaved'
us kaa har qaul ki KHaatam kaa nagii.n lagtaa hai
Sulaiman Athar Javed
Ghazal
taa-dam-e-ziist rahaa yaar-e-parii-ruu tasKHiir
harf-e-KHaatam hu.e ham naqsh-e-sulaimaa.n ho kar
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa