SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatpat"
Ghazal MATCHES FOR "khatpat"
Ghazal
mel se ba.Dh kar khaTpaT se raunaq rahtii hai
aa.ngan me.n diivaar kii baate.n karte rahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
Amardeep Singh
Ghazal
khaTpaT kartaa hai tanhaa baiThe baiThe
kaam yahii hai.n KHaalii-pan me.n bartan kaa
Irfaan Tarique Khan
Ghazal
ek bose kii talab me.n hu.ii mehnat barbaad
vasl kii raat hu.ii yaar se khaTpaT ham se
Ashique Akbarabadi
Ghazal
ye jo pyaar me.n diivaane hai.n farzaane hai.n
aaj-kal in me.n bhii khaTpaT hai vo to hogii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mahaaz-e-ishq se kab kaun bach ke niklaa hai
tuu bach gayaa hai to KHairaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
tere karam se ai alam-e-husn-aafrii.n
dil ban gayaa hai dost kii KHalvat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
khaTak gudgudii kaa mazaa de rahii hai
jise ishq kahte hai.n shaayad yahii hai