SEARCH RESULTS
Showing search results for "khi.nche"
Ghazal MATCHES FOR "khi.nche"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
yaad-e-ayyaam ki ik mahfil-e-jaa.n thii ki jahaa.n
haath khii.nche bhii ga.e aur milaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
khi.nche KHud-baKHud jaanib-e-tuur muusaa
kashish terii ai shauq-e-diidaar kyaa thii
Allama Iqbal
Ghazal
shauq ko ye lat ki har dam naala khii.nche jaa.iye
dil kii vo haalat ki dam lene se ghabraa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shaayad ki kaam sub.h tak apnaa khi.nche na 'miir'
ahvaal aaj shaam se darham bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
galiyo.n me.n merii naa'sh ko khii.nche phiro ki mai.n
jaa.n-daada-e-havaa-e-sar-e-rahguzaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
payaam aayaa hai phir ek sarv-qaamat kaa
mire vujuud ko khii.nche hai daar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
sharm roke hai udhar shauq idhar khii.nche hai
kyaa KHabar thii kabhii is dil kii ye haalat hogii