SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilaafat"
Ghazal MATCHES FOR "khilaafat"
Ghazal
niim-jaa.n hai kis liye haal-e-KHilaafat dekh kar
Dhuu.nD le ko.ii davaa is ko bachaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
kuchh kam nahii.n balaa se KHilaafat zamii.n kii bhii
yaarab mirii sazaa me.n ri.aayat kuchh aur hai?
Anjum Rumani
Ghazal
hai ye insaa.n ba.De ustaad kaa shaagird-e-rashiid
kar sake kaun agar ye bhii KHilaafat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
zaKHm khaataa huu.n shukr kartaa huu.n
haa.n KHilaafat usuul huu.n mai.n to
Parveen Kumar Ashk
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
apne is turra-e-dastaar-e-KHilaafat kii qasam
jaan se maar diyaa tuu ne ba.Daa kar ke mujhe
Naseer Baloch
Ghazal
jo mujh ko jho.nk ke bhaage hai.n jang me.n tanhaa
hai.n mere baad KHilaafat sambhaalne vaale
Aftab Navab
Ghazal
Nasira Zuberi
Ghazal
umar ke daur-e-KHilaafat kii baat hii kuchh hai
ko.ii sunahraa zamaane me.n is se baab nahii.n
Saeedullah Shad
Ghazal
Khubaib Tabish
Ghazal
dast-o-baazuu-e-KHilaafat ko bachaa lete agar
sar-niguu.n apnaa ye parcham nahii.n hone paataa
Saeedullah Shad
Ghazal
aasaan uThaanaa na thaa kuchh baar-e-KHilaafat
juz mere uThaataa bhii ko.ii baar-e-garaa.n aur
Mahir Aarwi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii