SEARCH RESULTS
Showing search results for "khulaa-"
Ghazal MATCHES FOR "khulaa-"
Ghazal
harf-e-taaza na.ii KHushbuu me.n likhaa chaahtaa hai
baab ik aur mohabbat kaa khulaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
khulaa hai jhuuT kaa baazaar aa.o sach bole.n
na ho balaa se KHariidaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
bazm-e-shaahanshaah me.n ash.aar kaa daftar khulaa
rakhiyo yaa rab ye dar-e-ganjiina-e-gauhar khulaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tere va.ade ko kabhii jhuuT nahii.n samjhuu.ngaa
aaj kii raat bhii darvaaza khulaa rakkhuu.ngaa
Shahryar
Ghazal
khulaa hai dar pa tiraa intizaar jaataa rahaa
KHuluus to hai magar e'tibaar jaataa rahaa
Javed Akhtar
Ghazal
us manzar-e-saada me.n ka.ii jaal ba.ndhe the
jab us kaa garebaan khulaa baal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kis shahr na shohra hu.aa naadaanii-e-dil kaa
kis par na khulaa raaz pareshaanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
malaal thaa milii shikast terii chaal se
magar khulaa ye zehn phir usii malaal se
Zaan Farzaan
Ghazal
na jaane kab vo palaT aa.e.n dar khulaa rakhnaa
ga.e hu.e ke liye dil me.n kuchh jagah rakhnaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
vo agar ab bhii ko.ii ahd nibhaanaa chaahe
dil kaa darvaaza khulaa hai jo vo aanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
KHumaar-e-mausam-e-KHushbuu had-e-chaman me.n khulaa
mirii Gazal kaa KHazaana tire badan me.n khulaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
gulo.n ko chhuu ke shamiim-e-du.aa nahii.n aa.ii
khulaa hu.aa thaa dariicha sabaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
mai.n lauT aa.uu.n kahii.n tuu ye sochtaa hii na ho
ki raat der ga.e teraa dar khulaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
khulaa ye raaz ki ye zindagii bhii hotii hai
bichha.D ke tujh se hame.n ab KHushii bhii hotii hai
Haseeb Soz
Ghazal
KHatm chhuTTii madrase kaa dar khulaa
aql-o-daanish ilm-o-fan kaa ghar khulaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa