SEARCH RESULTS
Showing search results for "khule"
Ghazal MATCHES FOR "khule"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
aisii dahshat thii fazaa.o.n me.n khule paanii kii
aa.nkh jhapkii bhii nahii.n haath se patvaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
har gaam par tariiq-e-mohabbat me.n maut thii
is raah me.n khule dar-e-rahmat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
taariiKH-e-karbalaa-e-suKHan! dekhnaa ki mai.n
KHuun-e-jigar se likh ke varaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ye meraa dil hai ki manzar ujaa.D bastii kaa
khule hu.e hai.n sabhii dar makii.n nahii.n aataa
Shahryar
Ghazal
ajiib shaKHs thaa baarish kaa rang dekh ke bhii
khule dariiche pe ik puul-daan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
sub.h-dam surKH ujaalaa hai khule paanii me.n
chaa.nd kii laash kahii.n se bhii ubhar saktii hai
Azhar Faragh
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jis ke aa.ngan se khule the mire saare raste
us havelii pe bhalaa kaise mai.n taalaa dekhuu.n
Kumar Vishwas
Ghazal
ye kah ga.e hai.n musaafir luTe gharo.n vaale
Dare.n havaa se parinde khule paro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
baras ke khul ga.e aa.nsuu nithar ga.ii hai fazaa
chamak rahaa hai sar-e-shaam dard kaa taaraa
Javed Akhtar
Ghazal
chorii kahii.n khule na nasiim-e-bahaar kii
KHush-buu u.Daa ke laa.ii hai gesuu-e-yaar kii