SEARCH RESULTS
Showing search results for "khule.ngii"
Ghazal MATCHES FOR "khule.ngii"
Ghazal
vo jis ko khii.nchne se zaat kii parte.n khule.ngii
hamaarii zindagii kaa vo siraa gum ho gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
kuchh aur tujh pe khule.ngii haqiiqate.n 'jaalib'
jo ho sake to kisii kaa fareb bhii khaa le
Habib Jalib
Ghazal
kabhii khule.ngii agar muTThiyaa.n to dekhe.nge
hatheliyo.n pe hinaa se likhaa hu.aa ik naam
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ab na.ii raahe.n khule.ngii mujh par imkaanaat kii
'ramz' mere tan pe zaahir meraa sar hone ko hai
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
abhii to 'ishq kii parte.n khule.ngii tah-dar-tah
abhii hijaab mire aa.ine me.n rakkhe hai.n
Zubair Qaisar
Ghazal
terii aa.nkhe.n khule.ngii tab talak to
mai.n yuu.n so jaa.uu.ngaa sotaa rahuu.ngaa
G. R. Vashishth
Ghazal
taabinda-KHvaab dekh kar aa.nkhe.n khule.ngii jab
zulmaat ke baGair yahaa.n kuchh na paa.oge
Abid Munavari
Ghazal
kab talak aa.nkhe.n khule.ngii mirii mobile se
bhiigii zulfo.n se vo mujh ko to jagaane aa.e
Amir Masood
Ghazal
jafaa me.n naam nikaalo na aasmaa.n kii tarah
khule.ngii laakh zabaane.n mirii zabaa.n kii tarah
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Yasmeen Hameed
Ghazal
aql kii tarhe.n khule.ngii to KHabar aa.egii
ham pa.De ho.nge kisii aur jagah dil kii tarah
Vipul Kumar
Ghazal
kahegii vo nigah-e-itimaad-e-aagii.n kyaa
khule.ngii jab mirii ayyaariyaa.n ma.aaz-allaah