SEARCH RESULTS
Showing search results for "khullaa"
Ghazal MATCHES FOR "khullaa"
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tanhaa hu.aa safar me.n to mujh pe khulaa ye bhed
saa.e se pyaar dhuup se nafrat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ham aise saada-dilo.n ko vo dost ho ki KHudaa
sabhii ne vaada-e-fardaa pe Taal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
dar-e-fasiil khulaa yaa pahaa.D sar se haTaa
mai.n ab girii hu.ii galiyo.n ke marg-zaar me.n huu.n
Muneer Niyazi
Ghazal
harf-e-taaza na.ii KHushbuu me.n likhaa chaahtaa hai
baab ik aur mohabbat kaa khulaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
ab jaa ke kuchh khulaa hunar-e-naaKHun-e-junuu.n
zaKHm-e-jigar hu.e lab-o-ruKHsaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
dil ajab shahr ki jis par bhii khulaa dar is kaa
vo musaafir ise har samt se barbaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bharam saraab-e-tamannaa kaa kyaa khulaa mujh par
ab ek gaam bhii mujh se chalaa nahii.n jaataa
Zeb Ghauri
Ghazal
hame.n to sirf jagaanaa hai sone vaalo.n ko
jo dar khulaa hai vahaa.n ham sadaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
laal Dore tirii aa.nkho.n me.n jo dekhe to khulaa
mai-e-gul-ra.ng se labrez hai.n paimaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
khulaa ye raaz ki aa.iina-KHaana hai duniyaa
aur us me.n mujh ko tamaashaa banaa gayaa ik shaKHs