SEARCH RESULTS
Showing search results for "khums"
Ghazal MATCHES FOR "khums"
Ghazal
mullaa ko KHums diijiye maulaa ke naam kaa
mushkil-kushaa kii zaat kiraa.e pe liijiye
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
nashv-o-numaa hai asl se 'Gaalib' furuu.a ko
KHaamoshii hii se nikle hai jo baat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-gumaan-e-qat'-e-zahmat na do chaar KHaamushii ho
ki zabaan-e-surma-aaluud nahii.n teG-e-asfahaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jazb hai KHaamshii-e-gul me.n takallum teraa
jaavedaa.n mere chaman me.n hai tabassum teraa
Ishrat Zafar
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
husn tamaam guftuguu ishq tamaam KHaamushii
raf-e-shukuuk bhii nahii.n qat-e-kalaam bhii nahii.n
Nushur Wahidi
Ghazal
ho gayaa KHaamosh jo shahr-e-KHamoshaa.n kaa hu.aa
hai dahaan-e-gor maujuud aur goyaa.ii nahii.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mai.n qafas me.n bhii kisii roz na KHaamosh rahaa
kashmakash me.n bhii tabii.at kaa vahii josh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
kaliim baat ba.Dhaate na guftuguu karte
lab-e-KHamosh se iz.haar-e-aarzuu karte
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mai-parastaa.n KHum-e-mai mu.nh se lagaa.e hii bane
ek din gar na hu.aa bazm me.n saaqii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
ye mirii KHams-havaasii kii tamaashaa-gaahe.n
tang hai.n un me.n miraa shauq bahaltaa hii nahii.n