SEARCH RESULTS
Showing search results for "khush-qaamatii"
Ghazal MATCHES FOR "khush-qaamatii"
Ghazal
KHush-qaamatii ke zo.am me.n daanaa.ii jaa.egii
suuraj na dekh aa.nkh kii biinaa.ii jaa.egii
Badr Jameel
Ghazal
vahm-e-KHush-qaamatii bhii tuu ne diyaa thaa mujh ko
haath ab kyo.n mire shaane se sarak jaataa hai
Qasim Hayat
Ghazal
fasl dekhii hai ham ne kha.Dii kaa.nch kii
puuchhiye ham se KHush-qaamatii kaa.nch kii
Raza Vasfi
Ghazal
faraaz-e-daar pe ko.ii hame.n na pahchaanaa
zamaane vaalo.n ko KHush-qaamatii nazar aa.ii
Pirzada Qasim
Ghazal
jab kisii jism pe sajte hu.e dekhaa hai libaas
terii KHush-qaamatii KHush-pairahnii yaad aa.ii
Waheed Akhtar
Ghazal
mai.n apne baap kii ummiid kaa sitaara huu.n
so apne farz kii KHush-qaamatii ko samjhuu.ngaa
Harris Raja
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
ik sarv kii KHush-qaamatii aa.nkho.n me.n basii thii
jo zillat-e-duniyaa se bachaa le ga.ii ham ko
Saqi Faruqi
Ghazal
ujaa.D de.nge ye mausam ke garm-o-sard tujhe
misaal-e-sarv ye KHush-qaamatii hai kitnii der
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
KHush-kaamatii-e-sarv kaa charchaa hai Ganiimat
ab tazkira-e-nargis-o-laala bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
dushmanii ho magar KHush-kalaamii rahe
zikr-e-KHayyaam ho fikr-e-jaamii rahe
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
KHush-kalaamii kaa mirii anjaam ab bhii yaad hai
mere ehsaano.n kaa har in'aam ab bhii yaad hai
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
tiraa vajuud ibaarat hai KHush-adaa.ii se
kashiida-qaamatii-e-KHush-gavaar baaqii rakh
Atique Asar
Ghazal
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
vo aur hai.n ki jo lutf-e-hayaat uThaate hai.n
'kamaal' maut bhii mujh ko ha.nsii KHushii na milii
Kamal Lakhnavi
Ghazal
KHaana-ba-dosh rahne kii aadat nahii.n ga.ii
insaa.n ke dil se KHvaahish-e-hijrat nahii.n ga.ii
Sufia Anjum Taj
Ghazal
shabiih-e-ruuh kuchh aise nikhaar dii ga.ii hai
anaa faqiiro.n ke kaase pe vaar dii ga.ii hai