SEARCH RESULTS
Showing search results for "khushk-o-tar"
Ghazal MATCHES FOR "khushk-o-tar"
Ghazal
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
kahte hai.n be-niyaaz hai har KHushk-o-tar se vo
rishta aTuuT rakhtaa hai lekin nazar se vo
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
kuchh aur rang mai.n tartiib-e-KHushk-o-tar kartaa
zamii.n bichhaa ke havaa o.Dh ke basar kartaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
Daal ke KHaak chaak par chal diyaa aaise kuuza-gar
jaise numuud-e-KHushk-o-tar ruu-ba-zavaal ho ga.ii
Sabir Zafar
Ghazal
meraa badan to radd-e-amal me.n KHamosh thaa
merii zabaa.n ne zaa.iqa-e-KHushk-o-tar diyaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
daastaano.n kii zabaa.n the barg-haa-e-KHushk-o-tar
aur ye zaalim havaa pe.Do.n ko nangaa kar ga.ii
Anees Ashfaq
Ghazal
jis gha.Dii har ik bashar paaband-e-shar ho jaa.egaa
to nizaam-e-KHushk-o-tar zer-o-zabar ho jaa.egaa
Ishtiyaq Ahmad Aajiz
Ghazal
ye KHushk-o-tar ye zamii.n-aasmaa.n ye roz-o-shab
ko.ii bhii chiiz nahii.n hai mirii zaruurat kii
Salim Saleem
Ghazal
Tauheed Zeb
Ghazal
tum vus.at-e-falak me.n mujhe Dhuu.nDte rahe
jab mai.n KHud is zamiin ke har KHushk-o-tar me.n thaa
Abdul Matin Jami
Ghazal
barg-e-KHushk-o-tar rah-e-zer-o-zabar ik vaahima
ai adaa-e-kajravii ab shoKHii-e-sarsar na dekh
Nasiruddeen
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jab apne girya o soz-e-jigar ko dekhte hai.n
sulagtii aag me.n ham KHushk-o-tar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
ham ne tirii talab me.n sar-e-rah-guzar ko dekhaa
har marhale se guzre har KHushk-o-tar ko dekhaa
Saifi Amrohwi
Ghazal
hai safar me.n kaarvaan-e-bahr-o-bar kis ke liye
ho rahaa hai ehtimaam-e-KHushk-o-tar kis ke liye
Mohammad Khalid
Ghazal
ham 'mus.hafii' qaane hai.n ba-KHushk-o-tar-e-giitii
hai apne to nazdiik musaavaat kaa aalam