SEARCH RESULTS
Showing search results for "kis kii"
Ghazal MATCHES FOR "kis kii"
Ghazal
ga.nvaa.ii kis kii tamannaa me.n zindagii mai.n ne
vo kaun hai jise dekhaa nahii.n kabhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
din raat kis kii yaad thii kaisaa malaal thaa
sadqe me.n kuchh to bol tuu kyaa tujh pe haal thaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
kyaa jaane kis kii pyaas bujhaane kidhar ga.ii.n
is sar pe jhuum ke jo ghaTaa.e.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
kaun le kis kii KHabar kho ga.e sannaaTe me.n
ham idhar aap udhar kho ga.e sannaaTe me.n
Vaqar Faruqi
Ghazal
jaane kis kis kii tavajjoh kaa tamaashaa dekhaa
to.D kar aa.ina jab apnaa hii chehraa dekhaa
Shohrat Bukhari
Ghazal
jaane kis kii aahaT kaa intizaar kartaa hai
TuuT to chukaa hai vo dekho kab bikhartaa hai
Anjum Ludhianvi
Ghazal
chaman ko lag ga.ii kis kii nazar KHudaa jaane
chaman rahaa na rahe vo chaman ke afsaane