SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisht"
Ghazal MATCHES FOR "kisht"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil se havaa-e-kisht-e-vafaa miT ga.ii ki vaa.n
haasil sivaa.e hasrat-e-haasil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo abr hai vahii ab sa.ng-o-KHisht laataa hai
fazaa ye ho to dilo.n me.n nazaakate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
tuu barg-e-gayaahe na dahii ahl-e-KHirad raa
o kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vahii jahaa.n hai tiraa jis ko tuu kare paidaa
ye sa.ng-o-KHisht nahii.n jo tirii nigaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
gulaab kii tarah ishq meraa mahak rahaa hai
magar abhii us kii kisht-e-dil me.n khilaa nahii.n huu.n
Pirzada Qasim
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
yahii qalam hai ki jis ne mujhe ye dars diyaa
ki sang-o-KHisht kii zad par rahe.nge shiish-mahal
Ahmad Faraz
Ghazal
hai apnii kisht-e-viiraa.n sarsabz is yaqii.n se
aa.e.nge is taraf bhii ik roz abr-o-baaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
har sang o KHisht hai sadaf-e-gauhar-e-shikast
nuqsaa.n nahii.n junuu.n se jo saudaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
na hogii KHushk ki shaayad vo lauT aa.e phir
ye kisht guzre hu.e abr kii nishaanii hu.ii
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye abr-o-kisht kii duniyaa me.n kaise mumkin hai
ki umr-bhar kii vafaa kaa ko.ii sila hii na ho