SEARCH RESULTS
Showing search results for "kolhu.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "kolhu.o.n"
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dil jo ghabraa.e qafas me.n to zaraa par kholuu.n
zor itnaa bhii na ai hasrat-e-parvaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kitaab kholuu.n to harfo.n me.n khalbalii mach jaa.e
qalam uThaa.uu.n to kaaGaz ko phailtaa dekhuu.n
Mohammad Alvi
Ghazal
dosto.n ne mujhe vo daaG diye hai.n 'qaisar'
vo bhii aa jaa.e.n to darvaaza na kholuu.n pahle
Qaisarul Jafri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
koTho.n pe mu.nh-a.ndhere sitaare utar pa.De
ban ke pata.ng mai.n bhii havaa me.n u.Daa kiyaa
Mohammad Alvi
Ghazal
patthar ke kuulho.n par haath na pher kumhaar
suukhii miTTii aur bikharne lagtii hai
Bashir Badr
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ye vo darvaaza hai kholuu.n to ko.ii aa na sake
aur agar band karuu.n dil hii me.n duniyaa dekhuu.n
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
ja.ngal hii hare tanhaa rone se nahii.n mere
koho.n kii kamar tak bhii jaa pahu.nchii hai sairaabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo kholuu.n siina-e-majruuh to namak chhi.Dke
jaraahat us ko dikhaane kaa kuchh maza bhii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ko kholuu.n to rag-e-dil ko ko.ii Dastaa hai
yaad kii gaThrii me.n ik saa.np chhupaa hai shaayad
Subhan Asad
Ghazal
Zehra Shah
Ghazal
jinhe.n saliiqa-e-iz.haar-e-aarzuu hii nahii.n
vo log chaahte ye hai.n zabaa.n na kholuu.n mai.n
Khalid Alig
Ghazal
kyaa KHuub kahaa tuu ne jo kholuu.n abhii aaGosh
milne se mire aap kinaaraa na kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
Dhakuu.n badan to ga.e mausamo.n kii buu mahke
badan ko kholuu.n to bhiigii ruto.n kaa zahr cha.Dhe
Nida Fazli
Ghazal
ye vo darvaaza hai kholuu.n to ko.ii aa na sake
aur agar band karuu.n dil hii me.n duniyaa dekhuu.n
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
duniyaa kii kofto.n ko gavaaraa na kar sake
uqbaa ko zindagii kaa sahaaraa banaa liyaa