SEARCH RESULTS
Showing search results for "kothii"
Ghazal MATCHES FOR "kothii"
Ghazal
apnii pasand chho.D dii us kii KHariid lii
virse kaa khet bech ke koThii KHariid lii
Paras Mazari
Ghazal
chehre tamaam zard hai.n daulat ke rang se
koThii me.n ho gayaa hai saraapaa ayaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
rahte hai.n KHema Daal ke tere KHayaal me.n
ab koThii yaa makaan se aage kii baat kar
Shazia Niyazi
Ghazal
ham faqiiro.n ke qaabil rahii tuu kahaa.n
jaa amiiro.n kii koThii me.n mar zindagii
Sameer Parimal
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
koTharii Thiik na koThii kaa KHayaal achchhaa hai
yaar jis haal me.n rakkhe vahii haal achchhaa hai
Ustad Rampuri
Ghazal
ham divaano.n ko nahii.n darkaar koThii aur mahal
denaa hai to apne dil me.n aashiyaanaa diijiye
Harsh Saxena
Ghazal
koThii pe tum cha.Dhe jo sar-e-shaam be-naqaab
Gairat se aaftaab lab-e-baam ho gayaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
khaTaktaa hai vo koThii kii nazar me.n
baGal me.n ek jo chhappar kaa ghar hai
Onkar Singh Vivek
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
maslahat-koshi-e-ahbaab se dam ghuTtaa hai
kisii jaanib se ko.ii na.ara-e-yaahuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
har sa.ii-e-sitam par aa.nsuu nikal aa.e hai.n
anjaam-e-tarab-koshii kyaa jaaniye kyaa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ye tirii yaad hai yaa merii aziyyat-koshii
ek nashtar saa rag-e-jaa.n ke qariib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hijraa.n me.n us ke zindagii karnaa bhalaa na thaa
kotaahii jo na hove ye umr-e-daraaz se