SEARCH RESULTS
Showing search results for "kub.de"
Ghazal MATCHES FOR "kub.de"
Ghazal
vo dil me.n khubne vaalii aa.nkhe.n kyaa hu.ii.n
vo ho.nT muskuraane vaale kyaa hu.e
Nasir Kazmi
Ghazal
tum se bejaa hai mujhe apnii tabaahii kaa gila
us me.n kuchh shaa.iba-e-KHuubi-e-taqdiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
nigaah-e-yaar jise aashnaa-e-raaz kare
vo apnii KHuubi-e-qismat pe kyuu.n na naaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
jab kabhii KHuubii-e-qismat se tujhe dekhte hai.n
aa.ina-KHaane kii hairat se tujhe dekhte hai.n
Parveen Shakir
Ghazal
nishtar chubhe hu.e the rag-e-jaa.n ke aas-paas
vo chaaragar thaa aur mujhe Dar bhii usii kaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
nahii.n bahaar ko fursat na ho bahaar to hai
taraavat-e-chaman o KHuubii-e-havaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
kal ik mala.ng ko kuu.De ke Dher par laa kar
nashe ne to.D diyaa jo.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye aur baat hai ko.ii mahke ko.ii chubhe
gulshan to jitnaa gul me.n hai utnaa hai KHaar me.n
Nida Fazli
Ghazal
sar-e-shoriida diyaa dasht-o-bayaabaa.n bhii diye
ye mirii KHuubii-e-qismat ki vo zindaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
raah us shoKH kii aashiq se nahii.n ruk saktii
jaan jaatii hai chalii KHuubi-e-raftaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
mohtaaj-e-buu-e-itr na thaa jism-e-KHuub-e-yaar
KHushbu-e-dilbarii thii jo us pairahan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
Waqar Sahar
Ghazal
savaab-e-KHuld-e-barii.n kyaa azaab-e-dozaKH kyaa
tire KHitaab kii ThanDak tire itaab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fanaa ho ke raah-e-mohabbat me.n 'hasrat'
sazaa-vaar-e-KHuld-e-baqaa ho ga.e ham
Hasrat Mohani
Ghazal
ik zaraa Dher me.n kuu.De ke bhii chhup kar dekhe.n
log hiiraa hame.n samjhe hai.n ki patthar dekhe.n