SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulfat"
Ghazal MATCHES FOR "kulfat"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
josh-e-bahaar-e-kulfat-e-nazzaara hai 'asad'
hai abr pamba rauzan-e-diivaar-e-baaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hinaa-e-paa-e-KHizaa.n hai bahaar agar hai yahii
davaam-e-kulfat-e-KHaatir hai aish duniyaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
iqbaal-e-kulfat-e-dil-e-be-mudda'aa rassaa
aKHtar ko daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kulfat-e-afsurdagii ko aish-e-betaabii haraam
varna dandaa.n dar dil afshurdan binaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vus.at-e-mashrab niyaaz-e-kulfat-e-vahshat 'asad'
yak-bayaabaa.n saaya-e-baal-e-humaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dard-e-dil zaKHm-e-jigar kulfat-e-Gam daaG-e-firaaq
aah 'aalam se mire saath chalaa kyaa kyaa kuchh
Meer Taqi Meer
Ghazal
kulfat-e-hijr ko kyaa ro.uu.n tire saamne mai.n
dil jo KHaalii ho to aa.nkho.n me.n Gubaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
kulfat-e-duniyaa miTe bhii to saKHii ke faiz se
haath dhone ko mile bahtaa hu.aa paanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham se rindadan-e-balaa-nosh kaa hai shurb-e-mudaam
durd-aashaam-e-mai-e-kulfat-e-hijraa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
ja.ngal ke biich vahshat ghar me.n jafaa o kulfat
ai dil bataa ki tere maare ham ab kidhar jaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kaar-gar ishq me.n ab tak Gam-e-pinhaa.n na hu.aa
mai.n abhii be-KHabar-e-kulfat-e-hijraa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
phe.nk kulfat-zada suuraj pe bhii chhii.nTe us ke
jis mai-e-dilkash-o-marGuub se din Dhaltaa hai