SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunde.n"
Ghazal MATCHES FOR "kunde.n"
Ghazal
abhii talak to na kundan hu.e na raakh hu.e
ham apnii aag me.n har roz jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
saal hone ko aayaa hai vo kab lauTegaa
aa.o khet kii sair ko nikle.n kuu.nje.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
phir kuu.nje.n bolii.n ghaas ke hare samundar me.n
rut aa.ii piile phuulo.n kii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
tapaa huu.n aatish-e-dauraa.n me.n 'naayaab'
to ab jaa kar kahii.n kundan banaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
ranj-o-alam kii bhaTTii me.n 'naayaab' Daal kar
kundan banaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
Gulzar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pyaar kii aag banaa detii hai kundan jin ko
un ke zehno.n me.n bhalaa zaat kahaa.n hotii hai
Ahmad Rahi
Ghazal
zamiin khode.n jinhe.n banaanii hai.n qabr-gaahe.n
zamiin jote.n jinhe.n KHazaana nikaalnaa hai
Charagh Sharma
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
jaise hii ziina bolaa tah-KHaane kaa
kunDlii maar ke baiThaa saa.np KHazaane kaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
aa.o phir aaj kurede.n dil-e-afsurda kii raakh
aa.o so.ii hu.ii yaado.n ko jhi.njho.Daa jaa.e