SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunj-e-aafiyat"
Ghazal MATCHES FOR "kunj-e-aafiyat"
Ghazal
kamaa.n me.n tiir cha.Dhaa ho to be-amaa.n taa.ir
salaamtii ko ko.ii kunj-e-aafiyat chaahe
Shafiq Saleemi
Ghazal
dariyaa hai aur lauT ke aataa nahii.n kabhii
sun kunj-e-aafiyat me.n na apnaa guzaar vaqt
Mohammad Haneef
Ghazal
itnaa bhii phuu.nk phuu.nk ke rakhte nahii.n qadam
ab kunj-e-aafiyat se bhii Darte ho saahibo
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
ko.ii tanhaa.ii kaa gosha ko.ii kunj-e-aafiyat
'aashiq-o-maa'shuuq yakjaa ho.n kahaa.n ai aasmaa.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
vo hove aur mai.n huu.n aur ik kunj-e-aafiyat
is se ziyaada chaahiye phir aur kyaa mujhe
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
der se 'shahzaad' kunj-e-aafiyat me.n the asiir
KHush hu.aa hai dil balaa-e-naa-gahaanii dekh kar
Shahzad Ahmad
Ghazal
mai.n kunj-e-aafiyat me.n rahaa umr-bhar magar
KHud se hu.aa huu.n bar-sar-e-paikaar ishq me.n
Salahuddin Nadeem
Ghazal
hai kunj-e-aafiyat tujhe paa kar pata chalaa
kyaa hamhame the gard-e-sar-e-rah-guzaar me.n
Majeed Amjad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo KHud talaash-e-amn-o-aafiyat me.n thaa
tire liye panaah kaise ban gayaa
Hasnain Asghar Tabassum
Ghazal
dil ko banaa ke nuqta-e-parkaar-e-aafiyat
paa-e-talab ba-himmat-e-mardaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
adaa vo niichii nigaaho.n kii hai ki jaise 'zafar'
talaash-e-kunj-e-Gazaalaan-e-KHurd-saala kare.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
KHush-navaayaan-e-baaG-o-kunj-e-qafas
daana-paanii nahii.n to phir kyaa hai
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
bazm-e-bahaar-e-kunj-e-haram sehn-e-mai-kada
diivaangii ne hashr uThaa.e kahaa.n kahaa.n