SEARCH RESULTS
Showing search results for "kure"
Ghazal MATCHES FOR "kure"
Ghazal
palaT ke aa.ii jo Gaflat ke us kurre se nigah
to silvaTo.n me.n pa.Daa thaa mirii thakaan kaa bojh
Rafi Raza
Ghazal
zamii.n madaar pe raqsaa.n hai sub.h o shaam mudaam
kure ke chaar taraf ik muhaasara saa hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
dekhaa jo us kure ko nikal kar madaar se
paidaa hu.ii.n bayaan me.n ramze.n na.ii na.ii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Rafiq Sandelvi
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai
pindaar kaa sanam-kada viiraa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hu.ii hai hazrat-e-naaseh se guftuguu jis shab
vo shab zaruur sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai