SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuu-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "kuu-e-yaar"
Ghazal
chhe.Daa hii kyo.n havaa-e-rah-e-kuu-e-yaar ne
andher kar diyaa mirii musht-e-Gubaar ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
kabhii idhar jo sag-e-kuu-e-yaar aa niklaa
gumaa.n hu.aa mire viiraane me.n humaa niklaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
uktaa ke kuu-e-yaar se ushshaaq chal pa.De
kaar-e-vafaa ke dekhiye mushtaaq chal pa.De
Nirmal Nadeem
Ghazal
dil pukaaraa pha.ns ke kuu-e-yaar me.n
rok rakkhaa hai mujhe gulzaar me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pahu.nchaa mai.n kuu-e-yaar me.n jab sar liye hu.e
naazuk badan nikal pa.De patthar liye hu.e
Shamim Tariq
Ghazal
aa.nkho.n se kuu-e-yaar kaa manzar nahii.n gayaa
haalaa.nki das baras se mai.n us ghar nahii.n gayaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
na kuu-e-yaar me.n Thahraa na anjuman me.n rahaa
adaa-e-naaz se ye dil saraa-e-fan me.n rahaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
mar kar bhii hai talaash mujhe kuu-e-yaar kii
miTTii KHaraab kyo.n na ho mere Gubaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
kitne uja.D ga.e hai.n chaman kuu-e-yaar me.n
kaisii havaa.e.n ab ke chalii hai.n bahaar me.n
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
mar kar bhii hai talaash mujhe kuu-e-yaar kii
miTTii KHaraab kyo.n na ho mere Gubaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
hamaarii sair ko gulshan se kuu-e-yaar behtar thaa
nafiir-e-bulbulo.n se naala-haa-e-zaar behtar thaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Hans Raj Sachdev 'hazii.n'
Ghazal
vo kuu-e-yaar ko jaate hai.n be-niyaaz nahii.n
hai.n sa.ng-e-dil hii vahaa.n ko.ii dil-navaaz nahii.n