SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.dakpan"
Ghazal MATCHES FOR "la.dakpan"
Ghazal
in hasiino.n kaa la.Dakpan hii rahe yaa allaah
hosh aataa hai to aataa hai sataanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
phailtii dhuup kaa hai ruup la.Dakpan kaa uThaan
dopahar Dhalte hii utregaa ye cha.Dhtaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ta.Dpuu.ngaa umr-bhar dil-e-marhuum ke liye
kam-baKHt naa-muraad la.Dakpan kaa yaar thaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sharaab-e-husn ko kuchh aur hii taasiir detaa hai
javaanii ke numuu se be-KHabar honaa la.Dakpan me.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kiyaa hai jis ke la.Dakpan ne dil miraa Tuk.De
kaleja KHuun ab us kaa shabaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kuchh KHaar hii nahii.n mire daaman ke yaar hai.n
gardan me.n tauq bhii to la.Dakpan ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
yuu.n kiyaa karte hai.n la.Dko.n ko nasiihat aksar
jaise ham ne na guzaaraa ho la.Dakpan apnaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
vo la.Dakpan se nikal kar teG chamkaane lagaa
KHuun karne kaa KHayaal ab kuchh use aane lagaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo achchhe hai.n un kii kahaanii bhii achchhii
la.Dakpan bhii achchhaa javaanii bhii achchhii
Nooh Narvi
Ghazal
itnii jaldii to tire fan me.n nahii.n aa sakte
hijr ke khel la.Dakpan me.n nahii.n aa sakte
Salman Saeed
Ghazal
hotaa nahii.n javaan la.Dakpan ke baa'd bhii
lagtaa nahii.n Gariib kaa number lagaa hu.aa
Jawad Sheikh
Ghazal
vo bholii adaa.e.n na kyuu.n yaad aa.e.n
la.Dakpan me.n thaa kyaa zamaana kisii kaa
Murli Dhar Shad
Ghazal
Ishrat Qadri
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
ik KHvaab la.Dakpan me.n jo dekhaa thaa vo tum the
paikar jo tasavvur me.n ubhartaa thaa vo tum the
Murtaza Barlas
Ghazal
ishq vo la.Dakpan kaa kyaa hii lutf detaa thaa
shab-baraat thii.n raate.n aur din dashahre the
Pawan Kumar
Ghazal
ye dau.D-dhuup la.Dakpan kii yak qayaamat hai
ki Thokaro.n se qayaamat ne KHuub khaa.ii choT