SEARCH RESULTS
Showing search results for "laadle"
Ghazal MATCHES FOR "laadle"
Ghazal
ai mire laaDle ai naaz ke paale hu.e dil
tuu ne kis kuu-e-malaamat se guzaaraa hai mujhe
Faizi
Ghazal
laaDle shiishamo.n kii bhaag-bharii shaaKHo.n se
ko.nple.n phuuTe.ngii ban ban ke fuGaa.n tere ba.ad
Sher Afzal Jafri
Ghazal
Kazim Jarwali
Ghazal
ha.nste ha.nste vatan pe fanaa ho ga.e
maa.n ke vo laaDle kitne dil-daar the
Dr. Mukta Sikarwar
Ghazal
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ye zindagii hai yahaa.n is tarah hii hotaa hai
sabhii ne bojh se laade hai.n kuchh utaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Gazab hai ain-e-karam me.n baKHiil hai fitrat
ki laal-e-naab me.n aatish to hai sharaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
mire mohalle kaa aasmaa.n suunaa ho gayaa hai
bulandiyo.n pe ab aa ke peche la.Daa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
tamaam umr ham ik duusre se la.Dte rahe
magar mare to baraabar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
'iqbaal' ke nafas se hai laale kii aag tez
aise Gazal-saraa ko chaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
ham ne dekhaa hai ki mil jaate hai.n la.Dne vaale
sulh kii KHuu bhii to ai baani-e-shar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
zamii.n pe la.Dte hu.e aasmaa.n ke narGe me.n
kabhii kabhii ko.ii dushman kabhuu kabhuu ham the