SEARCH RESULTS
Showing search results for "laahiq"
Ghazal MATCHES FOR "laahiq"
Ghazal
dushmano.n se hii nahii.n hotaa hai KHatra laahiq
baaGiyo.n se bhii hukuumat pe asar pa.Dtaa hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
khone kii tujhe mujh ko vahii fikr hai laahiq
hotii hai musaafir ko jo saamaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
na jannat ke qaabil na dozaKH ke laa.iq
mujhe kyuu.n kiyaa KHalq ai mere KHaaliq
Rind Lakhnavi
Ghazal
tum ne KHvaabo.n kii tijaarat bhalaa kaise kii hai
ishq laahiq ho jise vo kabhii sotaa to nahii.n
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
Aila Tahir
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
'asar' zabaan ko dushvaariyaa.n bhii hai.n laahiq
so ehtimaam ko.ii duusraa hii kar Daale.n
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zauq-e-parvaaz-e-tab-o-taab ataa farmaa kar
said ko laa.iq-e-sayyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa laa.iq-e-sitam bhii nahii.n ab mai.n dosto
patthar bhii ghar me.n aa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
kyaa laa.iq-e-sitam bhii nahii.n ab mai.n dosto
patthar bhii ghar me.n aa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
yaa aql kii ruubaahii yaa ishq-e-yadul-laahii
yaa hiila-e-afra.ngii yaa hamla-e-turkaana