SEARCH RESULTS
Showing search results for "laahuut"
Ghazal MATCHES FOR "laahuut"
Ghazal
dam zaraa saadh ke lete hai.n pharerii to abhii
suun khii.nchii hu.ii laahuut ko jaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ai taa.ir-e-laahuut Gam-e-KHaak-basar par
hangaame sar-e-arsh-e-barii.n the ki nahii.n the
Ahmad Sageer
Ghazal
diid kar Daalaa bas un se aalam-e-laahuut sabt
jis ne lagdii ba.nk kii saafii me.n chhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Ashk Almas
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
laahuut kii ik lahar suu-e-karb-e-dil-e-KHaak
laayaa ko.ii jazba kisii mahfil se bahut duur
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
laahuut par na dekhe.n jo qudsiyaa.n tamaashaa
so ham ko hai dikhaataa ishq-e-butaa.n tamaashaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
gin liye u.Dte hu.e taa.ir-e-laahuut ke par
kaun kahtaa hai ki gum-karda-e-biinaa.ii huu.n
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
ajab ik saaya-e-laahuut me.n tahliil hogii
fusuun-e-hashr se hai.at mirii tabdiil hogii
Rafiq Sandelvi
Ghazal
nasuut jo maskan hai to laahuut ghar apnaa
KHalvat me.n hamii.n barsar-e-baazaar hamii.n hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
laahuut tak rasaa.ii kii khaate the jo qasam
shahr-e-tarab me.n un ko muzal kar diyaa gayaa
Abdullah Saqib
Ghazal
nasuut jo maskan hai to laahuut ghar apnaa
KHalvat me.n hamii.n bar-sar-e-baazaar hamii.n hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ai taa.ir-e-laahuut Gam-e-KHaak-basar par
hangaame sar-e-arsh-e-barii.n the ki nahii.n the
Ahmad Sageer
Ghazal
har ek saa.ns me.n suntaa hai naGma-e-laahuut
vo jis ko gosh-bar-aavaaz-e-nai-navaaz kare
Vahshi Kanpuri
Ghazal
naasuut se guzar ke tafarroh suu.n ai 'aliim'
laahuut ke makaa.n me.n sadaa Gul machaa.e.n chal
Alimullah
Ghazal
tujh hazrat-e-insaan kii takmiil kii KHaatir
mai.n 'aalam-e-laahuut se nasuut me.n aayaa
Ali Kaunain
Ghazal
is 'aalam-e-suGraa me.n bahut jaan hai 'raahib'
hai.n ‘aalam-e-laahuut me.n maa'duum hamaare
Rahib Maitreya
Ghazal
kisii ke baazuu hamaare liye khule aise
ki ham pe 'uqda-e-laahuut khul gayaa jaise