SEARCH RESULTS
Showing search results for "laama"
Ghazal MATCHES FOR "laama"
Ghazal
Zafar Ali Khan
Ghazal
'taalib' agar nazar na ho paamaal-e-KHvaahishaat
har lam.a barq-e-tuur hai husn-e-majaaz kaa
Talib Baghpati
Ghazal
jo ko.ii puuchhe jaan-e-man shoKHii o jalva kis tarah
lama-e-barq kii tarah ek jhamak dikhaa ki yuu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
apne daataa kii haqiiqat ke hai.n jalva tum me.n
lam.a-e-nuur-e-tajallii kii qasam yaa ma.abuud
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
aks-e-ruu-e-sham.a-ruu hai mere dil me.n jaa-guzii.n
dil miraa is aatish-e-lam.a-fagan me.n mast hai
Bahram ji
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
dau.De hai phir har ek gul-o-laala par KHayaal
sad-gulsitaa.n nigaah kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai dil-e-shefta me.n aag lagaane vaale
ra.ng laayaa hai ye laakhe kaa jamaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
nikaal laayaa huu.n ek pi.njre se ik parinda
ab is parinde ke dil se pi.njra nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
pe.D mujhe hasrat se dekhaa karte the
mai.n jangal me.n paanii laayaa kartaa thaa